Keema bharay karelay recipe by chef zakir pizza

Keema bharay karelay recipe by chef zakir pizza

Karele Ki Sabzi Banane Ka Tarika Karele Ki Sabji Ki Recipe

Keema Karela Recipe by Zubaida Tariq Keema Karela Recipe Pakistani in Urdu Keema aur Karela

Ajza Ingredients for Keema Karelay:
Qeema. Adha Kilo
Karele. Adha Kilo
Lal Mirch. Aik Chaye Ka Chamach (Pissi Hui)
Garam Masala. Aik Chaye Ka Chamach
Sabit Safed Zeera. 1 Chaye Ka Chamach
Dhaniya. 1 Chaye Ka Chamach (Pissa Hua)
Haldi. 1/4 Teaspoon (Pissi Hui)
Tamater. 4 Adad (Bareek Katay Hue)

Lehsan aur Adrak. 2 Teaspoon (Pissay Hue)
Payaz. 2 Adad (Bareek Katti Hui)
Aamchor. Adha Chaye Ka Chamach
Hara Dhaniya. 1/4 Guthi (Bareek Katta Hua)
Lemon. Aik Adad
Namak. Hasb e Zaiqa
Oil. Hasb e Zarorat

Tarkeeb: Keema Karela Banane Ka Tarika Bharwa Karela in Hindi Language


Karele cheel kar beej nikal dain aur kaat kar namak mile pani mein ubal lain. Degchi mein tail garam kar ke payaz lehsan aur adrak ko bhun lain. Iss mein qeema kar ke pani khushk hone tak bhonte rahen. Jab qeema bhun jae to lal mirch, garam masala, zeera, dhaniya, haldi, aamchor, aur namak shaamil kar ke khushbu aane tak mazeed bhonain iss mein karele, nimbu ka rus aur hari mirchain daal kar oil alehda hone tak bhonain aur haray dhaniye sey saja kar paish karen.

Go back